Pyaar Karona
- Salman Khan
Key: C C ·
Orig: C ·
Capo:
·
Time: 4/4 ·
check_box_outline_blankSimplify
chord-pro
www.khmerchords.com/chords/181696
There was a formatting error in your song. Please check for missing brackets or invalid structure.
Intro
C F Dm C C F Dm C
Chorus
C Em G F
Pyaar karona aehteyaad karona
C Em G F
Khayaal karona madad karona
C Em G F
Sabr karona fikar karona
C Em G F
Pyaar karona aitbaar karona
C Am F
Saare jahaan se aacha hindustan humara
C G F C
Saare jahaan se aacha hindustan humara
Verse 1
C
Kuch baaton ka dhyaan karona
F
ab ghar se kaam karona
Dm
Ab ghar waalon ke saath
C
khao peeyo aaram karona
C
Dikhao na bahaduri
F
iss baar thoda kayar bano na
Dm
Guitar bajao gaane gao
C
ghar pe baith ke shayar bano na
C
Apne ko na hoga
F
iss galat fehami mein mat raho na
Dm
Khud bhi samjho
C
aur yeh baate aage peeche sab ko kaho na
C
Corona se bachne ke liye
F
tum kuchh bhi mat karo na
Dm
Jo keh rahe sun lo.
C
Doctors police ko salute karo na
(Karo na.. Karo na.. Karo na..)
Chorus
C Em G F
Pyaar karona aehteyaad karona
C Em G F
Khayaal karona madad karona
C Am F
Saare jahaan se aacha hindustan humara
C G F C
Saare jahaan se aacha hindustan humara
Instr
C F Dm C
Verse 2
C
Na achha na bura na sahi na galat
F
Ameer na gareeb isko padta na farak
Dm
Seekh ke isse rawaana kar isko
C
Jaldi se tu kar isko dafan
C
Karna chahta hai tu thodi bhi madad
F
Toh dar ke tu baith chhup ke tu baith
Dm
Insaaniyat ke liye tum ladona
C
Iss baar thoda selfish rahona
C
Apne liye karo na
F
Hello namaste kaim chho salaam
Dm
Baat suno poore desh ki awaam
C
Isko seriously tum lo na
C
Saath milke
F
fight karona
Dm Em G F
Saare jahaan se aacha hindustan hamara
C Em F C
Saare jahaan se aacha hindustan hamara
Chorus
C Em G F
Pyaar karona aehteyaad karona
C Em Dm C
Khayaal karona madad karona
Am F
Saare jahaan se aacha hindustan hamara
C G F C
Saare jahaan se aacha hindustan hamara











